पेज

रविवार, 23 फ़रवरी 2020

is trha kre ma nagnechiya ki upasna har manokamna puri hogi इस तरह करे मा नागणेचिया की उपासना हर मनोकामना पूरी होगी।

is trha kre ma nagnechiya ki upasna har manokamna puri hogi इस तरह करे मा नागणेचिया की उपासना हर मनोकामना पूरी होगी।

Jai mataji ki sa sabhi dosto ko, me Bhomsingh rathore thikana Godhan ki taraf se.dosto aaj me aapko ma Shakti Nagnechiya mataji Rajput Rathore wans ki kuldevi h.in ki esi upasna ke bare me bataunga jisko krke aap sabhi apne Jeevan me adhuri manokamna puri kr payenge me aapko vishwas dilata hu.mene bhi is vidhi ko upyog krke meri sabse badi manokamna puri ki hai.aur ma aapki bhi manokamna puri kre.yehi meri subhkamnaye hai.

is trha kre ma nagnechiya ki upasna har manokamna puri hogi इस तरह करे मा नागणेचिया की उपासना हर मनोकामना पूरी होगी।

Ma nagnechiya ka itihas

Sabse phele dosto me ma Shakti Nagnechiya mataji mataji ke itihas ke bare me batata hu.dosto Rathoreo ke aadipoorush sansthapak raw shioji ke pootra raw dhudji ne sabse phele kanooj jakar ma Nagnechiya mataji ki partmia/murti Rajasthan ke Barmer Nagana me laye the.esa mana jata h ki jab dhudji ma ko lane gaye to wha par une guru lumbh russhi mile unohne hi dhudhji ko mataji ke darsan karye or kha ki yehi aapki kuldevi h or aap apne desh inko sath le ja sakte h.jab dudji ne ma ko apne sath lane ka upkram banaya to usi samya akashwani hui ki aap muje sath le ja skte h lekin aap bhich me khi nhi ruk sakte h.mataji ne kha ki me aapke sath pankhini rup me chlungi.tab dudji wha se chle or lambi yatra se wo thak gye is karan wo nagana barmer me ek parwat ke pass neem ke warkhs ke niche thode vishram ke liye ruke or unko thakan ke karan thodi neend lag gyi.dhudji mataji ko aage apne desh khed Jodhpur lana chate the lekin Nagana me neend lagne se ma ka vachan yaad aya.or whi par Vikram sawant 1349-1366 ma ki aadhi murti apne aap nikali.or nagana me ma ka mandir bnaya.or raw dudji ne sabse phele yha par ma ki puja archna ki.nagnechiya mata ka mandhir vartman me Jodhpur se 97k.m dur ganv nagana,pachpadra taluka,distic barmer Rajasthan me ek unche parwat ki thalati me banaya huwa h.rajput or hindu dharam ke log yha par aate h.mataji ki partmia neem ke ped ke pas hone ke karan nemm ko n to kata jata h,or n hi neem ki lakdi ko pryog me laya jata h.neem ke varkhs ka rathore aadar krte h.

Partivarsh navratri me ma nagnechiya ka mela lagta h.vibhin sardhalu ma ke darbar me aate h.ratri me mataji ka ratijoga or lapsi ka bhog lagaya jata h.

esa mana jata h ki nagana jesa mandhir khi or nhi h.bhuat hi khubsoorat mandhir,safed sangmarmar me kalakari apne aap me adhbut h.esi Rajasthan ki pawan dhra ko me naman karta hu.

is trha kre ma nagnechiya ki upasna har manokamna puri hogi इस तरह करे मा नागणेचिया की उपासना हर मनोकामना पूरी होगी।

is trha kre ma nagnechiya ki upasna har manokamna puri hogi इस तरह करे मा नागणेचिया की उपासना हर मनोकामना पूरी होगी।


Ma nagnechiya ki upasna vart मा नागणेची की उपासना और व्रत

Ma nagnechi ka chandani saptmi ka din h.is din vidhipurwak puja archna ki  jati h.
Sabhi bhakt saptmi ke din ma ka vart rakhkar apne aap ko ma ke Pawan charno me samarpit karte h.aap bhi sardha purwak mataji ke sath/7 vrat rakh kr apni manokamna sidh kr skte h.
is trha kre ma nagnechiya ki upasna har manokamna puri hogi इस तरह करे मा नागणेचिया की उपासना हर मनोकामना पूरी होगी।

is trha kre ma nagnechiya ki upasna har manokamna puri hogi इस तरह करे मा नागणेचिया की उपासना हर मनोकामना पूरी होगी।


Ma nagnechi ka bhakto ko udbhodhan मा नागणेची द्वारा भक्तो के श्री मुख से वाणी का उद्बोधन

मा नागणेची द्वारा भक्तो को उपदेश ma nagnechi dawara bhakto ko updesh

Note:

 Agar aapko  nagnechiy mataji ke upar barosa or vishwas h.tabhi aap ye vrat krenge.agar aap ise jutha ya glat samjte to aap in cheezo ko nhi kre.kyounki vishwas ki hi nayya par hoti h.vishwas se hi aapki manokamna puri hogi.


Nagnechiya mataji se apni manokamna puri karwane ke liye hame chandni saptmi ke lagatar sath vrat krne hote h.is dorran aapko kuch batto ka dhyn rakhna chaye tabhi aapko acha result milega.jese jese aap vrat karoge wese wese hi ma shakti ki kripa se aapke andher Oj tej badta hi jayega or aap jeevan me ek naye anubav mahesush kr sakenge.

Jo bhi bhakat ma nagnechi ki upasna rakhta h athwa chandani saptmi ke din vart karta h.ma uski sabhi manokamna puri krte h.ma ka vrat rakhne wale sadhak ko teen cheezo ka dhyan rakhna hota h.

Aapko bilkull satwik hona padega.

1.mandira/sarab se dur rhena

Ma Sakti Ke vachan ke anusar ma ka vrat rakhne wale sadhak ko daru mandira se bilkul nafarat rakhni chaye.aur n hi inka sevan karna chaye.

2.mass meet se dur rhena

Ma Shakti ke dusre vachan ke anusar vrat krne wale sadhak ko meet mass se sakht phereaj krna chaye.in chezzo se bilkull dur rhe.

3.bharamcharya ka palan krna

Ma Shakti ke teesre vachan ke anusar sadhak ko kathor bharamcharya ka palan karna chaye.parai nari ki apexa nhi rakhni chaye.nari ko samman dena chaye.prai strii se gaman nhi karna chaye.

In sab bato ka dhyan rakhkar aap mataji ko parsan krenge or chandni saptmi ke din ma ki puja krni chaye.or ma se apni manokamna puri krne ka vachan lena chaye.

Ma nagnechiya bhaut hi dhayalu h.or aap unke sanidhya me ma ke vrat or puja archna ke dwara apne kasthriya dharam ka palan kr skenge.ma shakti aapke sabhi bandh dhwar aapke liye khol degi.yehi me ma se manokamna karta hu ki ma aapke upar apna oj or tej banaye rakhe.
is trha kre ma nagnechiya ki upasna har manokamna puri hogi इस तरह करे मा नागणेचिया की उपासना हर मनोकामना पूरी होगी।

is trha kre ma nagnechiya ki upasna har manokamna puri hogi इस तरह करे मा नागणेचिया की उपासना हर मनोकामना पूरी होगी।


Mene mataji se apne liye kya manga? में ने माताजी से अपने लिए क्या मांगा?

Dosto,mera name Bhomsingh h.me rajput rathore wans se hu.phele muje bhi ma Nagnechiya mataji ke vrat vidhi ka malum nhi tha.lekin mene ek din Facebook par ek post padi.jisme village mandla pali Rajasthan me nagnechiya mata mandhir ki pranparthista ka warnan tha.usme ye likha gaya tha ki mandla dham ke bhopaji ke shree mukh se hajaro logo ke samne ma Shakti ki vani ka udgossh huwa.or ma ne shreemukh se yehi vachan diye the.
Tab mene bhi apni manokamna puri krne ke liye in vrat ko rakha.wese nagnechiya mataji meri kuldevi bhi h.me har chandni saptmi ko vrat rakhta or apne purwjo ke path par chalne ki ma ke samne gujarish karta.apne aap ko upar bataye gaye gaye teeno chezzo ko chodkar me ma ke vrat krne laga.dosto jese hi mera sathwa vrat aaya us se phele hi meri manokamna puri ho gai.me meri manokamna ko publicly to nhi bta sakta.aap sabh ma se apni manokamna apne apnsabh se mang sDost.

Jese hi aapke sath vrat pure ho jaye aapki manokamna bhi puri ho jaye,tab aap ma ki vrat vidhi ko doo logo ko ya aap jitna chae aage bata kar dharam se bhatke hue logo ko dhram par aane ke liye prerit kr sakte h.

Aasa krta hu ki ye post aapko achi lagi hogi.or ek nayi post ke sath fir hajir honge Aapka dost,Bhomsingh Rathore








1 टिप्पणी:

  1. कन्नौज कंहा पर है और चामुंडा और नाग्नेचिया माँ एक ही हो या अलग-अलग हैं?

    जवाब देंहटाएं

दोस्तों आपको य ह पोस्ट केसी लगी। कृपया अपने सुझाव विचार कॉमेंट बॉक्स में जरूर बताए।ताकि हमारी साइट को आगे बढ़ाने में अहम योगदान मिल सके। धन्यवाद।